August 01.2016
10.Saba Airport Dunia ka sab se chota commericial airport runway
Saba airport jo ki st. maarten se lagbagh 28 mile par padta hai. Saba Airport me duniya ka sab se chota runway hai jiski lambai kaval 400 meters hai matla ki bas kaval 1300 feet Is airport ke runway ko 10 dangrous airports mai iss lea rakha gaya hai kyu ki is airpot ke charo traf ek ghari khai hai Or is se plane ka landing karna bahut muskil ho jata hai.
9.Toncontin Airport Tegucigalpa Honduras
Ye airport mountains ke beech mai hai toh is airport par landing karna bahut muskil hai yeh samunder ka istar se 3,294 feet ki uchai par hai. Height par hone ki wagha se jab yah par plane utara jata hai to pilot ko bahut dikkat aati hai. Khatron ke sath sath ye jagha romanch se bhe bhari hui hai. Kabh kbhi toh pilot ko kuch seconds mai he decisson lena hota hai kyu ki agar uska decision galat hua toh natija kuch bhe ho sakta hai. Is le ye airport bhe ek khatarnak airport hai.
8.New york city Laguardia Airport
Waise toh jab is airport par landing hoti hai toh ek bahut khubsurat city dhekne ko milti hai. Par is airpot ki main lnding runway 7000 feet ka hai or jiske charo traf pani he pani hai. Is lea ye airport bhe romanch ke sat sath khatro se bharpur bhara hua hai or ye airport Midtown manhattan se 8 miles ki distance par hai.
7.Nail-biting Airport france
Nail-bitting airport shortest airport ke naam se bhe jana jaata hai kyun ki is Airport ki kul lambai 525 meters hai. Is airport par landing ke lea pilotes ki navigation ki jarurat padti hai kyu ke charo taraf ek ghari khai hai or airport par baraf jami hoti hai.
6.New Zealand wellington airpot
Is airpot pas kaval ek single runway hai or jiski lambai hai 6351 foot iske dono tarar samunder hai ye is airpot ko upar se dhekne mai yhe bahut khubsurat lagta hai par jab is par landing hoti hai toh ye utna he khatrnak lagta hai.
5.Hong kong Kai Tak Airport
Hong kong ka ye airport is le khatrnak mana jata hai kyu ki is airport par landing karne ka lea plane ko city ke beech mai se nikalne padta hai or ye 1998 mai is airport ko duniya ka sab se khatrnak airport ki list me shamil kea gaya tha kyu ki is airport ko samundri hawao or tarbulance ka samna karna padta hai agar is airport par landing karni hai toh pailot ko bahut he anubhavi (exprinced) hona chiye kyuki bine exprice ke is airport par landing karna lagbag namumkain hai.
4.Nepal Lukla Airport
Nepal ka lukla airport jo ki Mount Everest par jane walo ke lea base camp hai. Mount Everest par jane walon ko is airport se ho kar gujarna padta hai. Lukla airport 8000 feet ki unchai par bana hua hai aur jahir se baat hai itni uchai par hawa bhe ek musibat hai. Is airport ka runway bahut he chota hai agar time par pilot take off ye landing na kare toh hadsa hona sambhav hai kyu ki samne ek gaint mountain wall hai.
3.Antarctica Ice runway airport
Antartica dunia ki sab se thandi aur unchi jagha mai se ek hai aur yaha ke airport ko barfele tufanon or thund ka samna karna padta hai. Sardio mai toh Antarctica airpote ka runway puri tarah se baraf se jama retha hai or plain ko barraf ka upar landing or tak off karne mai bahut he musibat ka samne karna padta hai. Sab se badi parashani tho aeroplane ka weight hai jo is runway par plain ko slip kar sakta hai aur dhurghatna ho sakti hai. Yaha par plain ko landing or take off karne ke pehla plain ka weight napa jata hai.
2.St. marten Princess Juliana international airport
Yeh airport duniya ka sab se busy airport me se ek airport hai . Princess Juliana international airport par landing karne ke lea or take off karne ke lea plain ko beach ka upar se hokar udna padta hai. Ye duniya ka sab se khatrank airport hai. Yanha par Plain aapke sir ek upar se hokar gujar sakta hai. Is airport ki landing strip kaval 7,150 feet long hai. Bade air craft ko lagbagh 8000 feet ka runway chiye ek saf landing ka lea par is air port par toh phele he 850 f33t runway kam hai. Is lea ye airport dunya ka sab se khatranak airport mana jata hai.
1.Paro airport Bhutan
Ye airport duniya ke sab se khatarnak airport mai se sab se phele number par hai. Paro airport sea leavle se 1.5 miles ki uchai par hai aur 18000 feet ki hight ka mountain se ghera hua hai iska runway kaval 6500 feet ka hai jo ki itni hight par bhot risky ho jata hai pailot ko landing karna.

0 comments:
Post a Comment